Best Patriot 2012

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
PF broooooooooooooooooooooooo parre ho jayain ab kitne gandey ho aap ewwwww cheeee yakhhhhh :mad::mad::mad:
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
bass ho jati hain iss umar mai b ghalatiyaan beta g :p {(moc)}

chaly ap kehti hain tou koshish karray gaye hum k esi ghalati baar baar ho jaye :p
hum ne to pehle b kaha tha/:)
Aapa se hi kuch sekh len:p
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
taubaaaaaaa khichri pak gai,,,chlain is threead se baahir sab contest thread hay ye SOnu aayegi to bohat pitayi lgayegi sabki
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
bari larki nahi dant ti...{)*}
khair...mai chala ab..Allah Hafiz tc and Fi-Amanillah sistersssssssssssssssleep(}[DOUBLEPOST=1344676654][/DOUBLEPOST].............................................
 
  • Like
Reactions: hoorain

Aayat

TM Star
Dec 9, 2011
1,020
737
613
bari larki nahi dant ti...{)*}
khair...mai chala ab..Allah Hafiz tc and Fi-Amanillah sistersssssssssssssssleep(}[DOUBLEPOST=1344676654][/DOUBLEPOST].............................................
ALLAH HAFIZ bhaya
 

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
Assalam o ALaikum
Main aik choti si dedication kar rhi hun!
Pakistan Presentation
Presentation ka Title hay "KHAWAB_e_IQBAL, UMANG_e_Quaid"
ye Pakistan ki aik choti se presentation hay prosperity k ibtadayi dor may!
Board k Left side may Pakistan ki tameer may quaid-e-azam aur Allama Iqbal ko show kiya gya hay ,,Meenar-a-pakistan n faisal mosque ko historcial places may se dikhaya gya hay,,,,, flag k bottom may Quaid_e_azam ka eham paigham Eman,ittehad aur tanzeem jis pe Pakistan Based hay wo show kia gya,,,,Ri8 side may Pakistan ki khushaali ka ibtadayi dor aik plant ki growth k 3 phases se show kiya gya hay,,k kaise aik miracle k tor pe pakistan wajud may aaya aur history books may apna naam bnaya,,,,,aur aik nanhi konpal se Aik green healthy plant bna. Us k bilkul neeche Pakistan k 4 provinces k culture ko show kia gya hay,,,sindhi ho punjabi ho,,Pathan ho ya balochi hon sab aik hain sab Pakistan hain!
Basically main Theme Yakjehti hay Jab ye culture aik hain aur Quaid k is paigham eman,ittehad,tanzeem ko follow kiya jata rhega Pakistan strong rhega INSHA ALLAH! yhi sab Poem may bhi bayan kiya gya hay,,although Poem may poetry rules follow nhi kar paayi main,, yet i tried to describe the whole idea through that poem!
jo Lines neeche likhi hain meenar_e_pakistan may,,, wo pics may clear nhi to main Yahan bhi type karti hun:
Dedicated to Pakistan!​
Aey pak sar-zameen tu shaad rhe
hay lab pe dua yhi shaam-o-sahar
aey arz-e-watan taire khait-o-chaman
aabad rhain shadab rhain
kaise hon bayan jazbaat_e_lagan
har lehza taire qarz daar hain hum
teri hi badolar ye shanakht mili
aaj dunya may kamyab hain hum
sindhi hon ya punjabi,Balochi hon ya sarhadi
bhoolain na kabhi Pakistan hain hum
yun na hongi tabah teri bunyadain
Sab aik hon to chittan hain hum
@Atif-adi
@Humrahi
@Silent Soul
@Aayat
[DOUBLEPOST=1344612446][/DOUBLEPOST]@Nelli
@-Sohail-
@~Bahaar~
@mashraki.larka
@Pari
@yoursks
@Zee Leo
@Asma24
@Detective
@jiya
:eek: wowwwww siso mind blowing bole to awesome{(ok)}
tussi to chah gay lovely dedication{(giveheart)}
mai soch rahi to ki mai be kuch share karo par ab u ki ye work dek kar to mai hairan hogay bohot hi acha hai zabardast aap ki es superb dedication ki samni to mai kuch be dedicate nahe karsakti{(oh0(} ;)
all the best dear for contest{(hi5)}
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
:eek: wowwwww siso mind blowing bole to awesome{(ok)}
tussi to chah gay lovely dedication{(giveheart)}
mai soch rahi to ki mai be kuch share karo par ab u ki ye work dek kar to mai hairan hogay bohot hi acha hai zabardast aap ki es superb dedication ki samni to mai kuch be dedicate nahe karsakti{(oh0(} ;)
all the best dear for contest{(hi5)}
awwwww Inni tareeef Thank uu khwahish siso {()|asf

arre aap bhi zarur dedicate karain,,,,,Contest apni jaga ,,dedications to hum apni khushi se aise hi kar rhe hain ,,ye contest nhi hota tab bhi main 14 august pe dedicate kartne ki koshish karti kuch aap bhi zarur karain muje intazar rhega INSHA ALLAH :)
 
  • Like
Reactions: Khwahish

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
Assalamo alaikum TM ALLAH kare humaara mulk sada salamat rahe
aur hum apne is PAK WATAN mein TAWHEED ko phelaayen
aur itna phelaayen ke phir isse baahir jaa kar bhi
hum auron ko DEEN E HAQ ki taraf bula sakein haq per
chalne ka hukm yeh mazhab deta hai tareeqa bhi sikhata hai
jeene ka har raaz batata hai yeh baat subko bata sakein
aur khud bhi is maqsad ko pehchaan sakein Ameen
mene eik ghazal is PAK WATAN ke liye ALHAMDULILLAH
tehreer ki hai INSHA'ALLAH subko pasand aayegi
My ghazal for our PAKISTAN
Bohot hi uljhi huwi theen tab tamam raahein
Khatir e azaadi buland ho rahi theen aahein
soch rahe the eik hi baat MUSALMAAN loug
kis tarah naara e ISLAM per mulk banaayen
mila humein phir eik aisa azeem QUAID
ke us jaisa ALLAH kare phir se hum paayen
koshishein ki aur ki justajoo bohot aur
karwaaiyn bualnd unhone haq ki sadaayen
is kaam per phir sub ko yekjehet kar liya
ke kese Iqbal ka soch sach kar dikhaayen
di theen phir hum ne bohot si qurbaniyan
aur lagaate rahe hum tawheed ki sadaayen
LAILAHAILLALLAH ke maqsad se bana mulk
so kyun hum is mein ab fasad phelaayen
deen e ISLAM ke naam pe liye mulk ko
kyun ab hum saqafat e kuffaar se mulaayen
in sawaalon ko lamha deir bhi soche bina
hum bhatke bhool kar JINNAH ki wafaayen
naa sirf yeh ho ke saal mein eik din bolein
ho aisa ke rouz hi iske liye jashn manaayen
aur jashn aise nahin ke parcham sajaane lagen
maqsad e WATAN ko phir se khud me jagaayen
wasta e tameer buzarg ghar baar chorh aaye
khatir e takmeel aao jamhuriyat ko thukrayen
chorh kar Altaf bhutto shahi o imran ko
kyun na yahoodiyat se watan ko bachaayen
is paar walon se bachaaye RAB PAK humein
us taraf ke liye to khare hi hain jawaanein
tilawat e QURAN se aa gaye mauseeqi per
kufr ki aati hain MUSLIM ke ghar se sadaayen
ki khoob saazish yahoodiyon ne hum per
milaiyn hinduon se hum ne apni haalatein
laa kar PAK WATAN mein valentine o basant
deen laane wale se ke farman se ki baghawatein
KHUDA rehem o karam farmaaye hum per
sache Quaid ki khouj mein hain nigaahein
dua e maghfirat dua e ilm hai khatir e qoum
kabhi na bhatkein mile humein aisi hidayatein
apna kar aaj se hi surat o seerat e MOMIN
apne is PAK WATAN ke maqsad ko bachaayen
kaho Ameen sum Ameen duaaon pe doston
deta hai ChiragH sub ko is din per mubarakein
***S_ChiragH***
waleikum assalam sum aaameeen for dua :)wah wah bht umda bht nayab poetry likhi hy chigoo bhiaya ..bas poetry design ki gyi hoti to aur char chand lag jatye ..wese to apki poetry ka jawab nhi ..keep writing good luck:)[DOUBLEPOST=1344703050][/DOUBLEPOST]
Assalam o ALaikum
Main aik choti si dedication kar rhi hun!
Pakistan Presentation
Presentation ka Title hay "KHAWAB_e_IQBAL, UMANG_e_Quaid"
ye Pakistan ki aik choti se presentation hay prosperity k ibtadayi dor may!
Board k Left side may Pakistan ki tameer may quaid-e-azam aur Allama Iqbal ko show kiya gya hay ,,Meenar-a-pakistan n faisal mosque ko historcial places may se dikhaya gya hay,,,,, flag k bottom may Quaid_e_azam ka eham paigham Eman,ittehad aur tanzeem jis pe Pakistan Based hay wo show kia gya,,,,Ri8 side may Pakistan ki khushaali ka ibtadayi dor aik plant ki growth k 3 phases se show kiya gya hay,,k kaise aik miracle k tor pe pakistan wajud may aaya aur history books may apna naam bnaya,,,,,aur aik nanhi konpal se Aik green healthy plant bna. Us k bilkul neeche Pakistan k 4 provinces k culture ko show kia gya hay,,,sindhi ho punjabi ho,,Pathan ho ya balochi hon sab aik hain sab Pakistan hain!
Basically main Theme Yakjehti hay Jab ye culture aik hain aur Quaid k is paigham eman,ittehad,tanzeem ko follow kiya jata rhega Pakistan strong rhega INSHA ALLAH! yhi sab Poem may bhi bayan kiya gya hay,,although Poem may poetry rules follow nhi kar paayi main,, yet i tried to describe the whole idea through that poem!
jo Lines neeche likhi hain meenar_e_pakistan may,,, wo pics may clear nhi to main Yahan bhi type karti hun:
Dedicated to Pakistan!​
Aey pak sar-zameen tu shaad rhe
hay lab pe dua yhi shaam-o-sahar
aey arz-e-watan taire khait-o-chaman
aabad rhain shadab rhain
kaise hon bayan jazbaat_e_lagan
har lehza taire qarz daar hain hum
teri hi badolar ye shanakht mili
aaj dunya may kamyab hain hum
sindhi hon ya punjabi,Balochi hon ya sarhadi
bhoolain na kabhi Pakistan hain hum
yun na hongi tabah teri bunyadain
Sab aik hon to chittan hain hum
@Atif-adi
@Humrahi
@Silent Soul
@Aayat
[DOUBLEPOST=1344612446][/DOUBLEPOST]@Nelli
@-Sohail-
@~Bahaar~
@mashraki.larka
@Pari
@yoursks
@Zee Leo
@Asma24
@Detective
@jiya
such a great and creative work with beuatifull beautifull wordss and message ..hoorain sisoo keep it up dear all the very best:)
@hoorain
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
waleikum assalam sum aaameeen for dua :)wah wah bht umda bht nayab poetry likhi hy chigoo bhiaya ..bas poetry design ki gyi hoti to aur char chand lag jatye ..wese to apki poetry ka jawab nhi ..keep writing good luck:)[DOUBLEPOST=1344703050]Aaj kal designing waale dost loug masroof hain
aur mein khud design naa hi karun to behetter hai :p :p

pasand karne ka bohot bohot shukria Aasho baji

Masha'ALLAH chaar chaand to aapke ghazal ko sarahte hi ghazal ko lag gaye ;)
 
  • Like
Reactions: Asma24

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waleikum assalam sum aaameeen for dua :)wah wah bht umda bht nayab poetry likhi hy chigoo bhiaya ..bas poetry design ki gyi hoti to aur char chand lag jatye ..wese to apki poetry ka jawab nhi ..keep writing good luck:)[DOUBLEPOST=1344703050][/DOUBLEPOST]
such a great and creative work with beuatifull beautifull wordss and message ..hoorain sisoo keep it up dear all the very best:)
@hoorain
thanxxxx for liking asma sis :)
 
  • Like
Reactions: Asma24

Khwahish

Super Star
Jul 9, 2010
10,367
2,827
1,313
28
Peshawar
awwwww Inni tareeef Thank uu khwahish siso {()|asf

arre aap bhi zarur dedicate karain,,,,,Contest apni jaga ,,dedications to hum apni khushi se aise hi kar rhe hain ,,ye contest nhi hota tab bhi main 14 august pe dedicate kartne ki koshish karti kuch aap bhi zarur karain muje intazar rhega INSHA ALLAH :)
time to kam rehgaya hai but inshallah i will try dear :)
 

Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
Assalamo alaikum TM ALLAH kare humaara mulk sada salamat rahe
aur hum apne is PAK WATAN mein TAWHEED ko phelaayen
aur itna phelaayen ke phir isse baahir jaa kar bhi
hum auron ko DEEN E HAQ ki taraf bula sakein haq per
chalne ka hukm yeh mazhab deta hai tareeqa bhi sikhata hai
jeene ka har raaz batata hai yeh baat subko bata sakein
aur khud bhi is maqsad ko pehchaan sakein Ameen
mene eik ghazal is PAK WATAN ke liye ALHAMDULILLAH
tehreer ki hai INSHA'ALLAH subko pasand aayegi
My ghazal for our PAKISTAN
Bohot hi uljhi huwi theen tab tamam raahein
Khatir e azaadi buland ho rahi theen aahein
soch rahe the eik hi baat MUSALMAAN loug
kis tarah naara e ISLAM per mulk banaayen
mila humein phir eik aisa azeem QUAID
ke us jaisa ALLAH kare phir se hum paayen
koshishein ki aur ki justajoo bohot aur
karwaaiyn bualnd unhone haq ki sadaayen
is kaam per phir sub ko yekjehet kar liya
ke kese Iqbal ka soch sach kar dikhaayen
di theen phir hum ne bohot si qurbaniyan
aur lagaate rahe hum tawheed ki sadaayen
LAILAHAILLALLAH ke maqsad se bana mulk
so kyun hum is mein ab fasad phelaayen
deen e ISLAM ke naam pe liye mulk ko
kyun ab hum saqafat e kuffaar se mulaayen
in sawaalon ko lamha deir bhi soche bina
hum bhatke bhool kar JINNAH ki wafaayen
naa sirf yeh ho ke saal mein eik din bolein
ho aisa ke rouz hi iske liye jashn manaayen
aur jashn aise nahin ke parcham sajaane lagen
maqsad e WATAN ko phir se khud me jagaayen
wasta e tameer buzarg ghar baar chorh aaye
khatir e takmeel aao jamhuriyat ko thukrayen
chorh kar Altaf bhutto shahi o imran ko
kyun na yahoodiyat se watan ko bachaayen
is paar walon se bachaaye RAB PAK humein
us taraf ke liye to khare hi hain jawaanein
tilawat e QURAN se aa gaye mauseeqi per
kufr ki aati hain MUSLIM ke ghar se sadaayen
ki khoob saazish yahoodiyon ne hum per
milaiyn hinduon se hum ne apni haalatein
laa kar PAK WATAN mein valentine o basant
deen laane wale se ke farman se ki baghawatein
KHUDA rehem o karam farmaaye hum per
sache Quaid ki khouj mein hain nigaahein
dua e maghfirat dua e ilm hai khatir e qoum
kabhi na bhatkein mile humein aisi hidayatein
apna kar aaj se hi surat o seerat e MOMIN
apne is PAK WATAN ke maqsad ko bachaayen
kaho Ameen sum Ameen duaaon pe doston
deta hai ChiragH sub ko is din per mubarakein
***S_ChiragH***
MashaAllah chiragh bro :-bd
bht hi umdah ghazal likhi hy ap ny :-bd
keep it up​
:)
nd Best of luck​
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH
Status
Not open for further replies.
Top