Yeh Mehfil Jo Aaj Saji Hai... Hoorain

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aap Mezbaan Hain.............................. Apko Nahi Suna Rahi Yeh Sab
Woh To @Hoorain Se Nouk Jhook Ka Lutf Uthaa Rahay HaiN Hum
haan to phir theek hai warna hame to tairna hi nahi aata samundar kahin doob na jaate

Nahi Nahi.... Hargiz Nahi
Sabhi Baasi CheezeiN Khaayi Nahi Ja SakteeN.... Albata Baasi KaRhi , Taza KaRhi Se Zyada Mazay Ki Hoti Hai Is Liay Woh Misaal Di.
acha waise ham ne kuch khano me tajruba kiye hain
khaas kar ghar me Ammi k hath ki bani sewain ya sheer khurma doodh khurma jo bhi kehlen aur biryani ye dono jitna taaza me taste deti hain us se kayi zyada basi me waah Ma Sha Allah :)
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
beshak :)
asal me jo banda Allah aur uske rasool se muhabbat karta hai to phir usko khud ba khud saari mohabbaton ka ahsaas bhi ho jaata hai samajh bhi lete hai aur mil bhi jaati hain :)
Bilkul Yeh Baat Hum Bhi Kehna Chah Rahay Thay.....k Allah aur Rasool Ki Mohabbat se aashna Hone Waala Dil Kayinaat Ki DharaknoN se Hum-aahang Ho Jata Hai, Tab Usay apni Hasti Ka Sahi Mafhoom Samjh MeiN Aata Hai, Saari MohabatoN Ka Ehsaas Us K Andar Jagta Hai To Usay Apni Zaat K Andar Hi Kayinaat Ki Saari Wus´ateiN Nazar Aanay Lagti Hai. :)
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Hosh o hawas may b nhi hy kio k mousami pyar aur tafreehat k chakkar may hain aur khud ko b nhi samajh paate kio k khud par nazar saani karne aur halat-o-waqyat ka jayza le k koi pukhta soch aur tarz e zindagi apnane ka waqt hi nhi un k paas :p
Baat To Theek Kahi aap Ne................
Lakin Kiya Iss Tarah Iss Baat Ka Bhi Kuch Chance Hai k Hum DosrooN K Khaloos Ko Bhi Shak Ki Nazar Se DekheiN?
Ab Sumanadr Ki Teh MeiN Utray Baghair To Uski Gehrayi Ka Andaza Nahi Ho Pata Naa..... Shaayed Mausami Pyaar / Tafreeh Ka Chakar Na Ho?
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Baat To Theek Kahi aap Ne................
Lakin Kiya Iss Tarah Iss Baat Ka Bhi Kuch Chance Hai k Hum DosrooN K Khaloos Ko Bhi Shak Ki Nazar Se DekheiN?
Ab Sumanadr Ki Teh MeiN Utray Baghair To Uski Gehrayi Ka Andaza Nahi Ho Pata Naa..... Shaayed Mausami Pyaar / Tafreeh Ka Chakar Na Ho?
phir kia ho sakta hay aap k khyal may?
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
baaki tu pata nae... filhaal apne haath ko kahin chupaane ka soch raha hun :s


jaley aapsey @AnadiL ki jooti hunhhh
Hath K Saath Khud Bhi Chupna Paray Ga Phir......................... :s
Challenge Na Kijiay Waise Mana Kar Dijiay....Lakin Yeh Baat Paluu MeiN Baandh Lijiay K Humara Irada Badlne Wala Nahi
(Paluu Us Baray Walay Rumaal Ki Waja Se Likha Jo aap Sath Le Janay Walay HaiN)
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
pur khaloos in which sense?muje aapka sawal clear nhi hoing X_X
Mohabbat Ki Baat Ho Rahi Hai Naa... To Usi Havalay Se Jo Apni Feelings MeiN Waqyi Pur-Khaloos HoN?



Hun aayi Samjh Ya Phir JaaoN Kitchen MeiN Khyaali Chai Bnaanay?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Mohabbat Ki Baat Ho Rahi Hai Naa... To Usi Havalay Se Jo Apni Feelings MeiN Waqyi Pur-Khaloos HoN?
Hun aayi Samjh Ya Phir JaaoN Kitchen MeiN Khyaali Chai Bnaanay?
exception har jaga hoti hy,,log pur khaloos b hote hain par risk nhi liya ja sakta :p majority mousami beemaron ki hi hoti hy to insan ko ehtyart krni chahiye
 
  • Like
Reactions: shehr-e-tanhayi

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
exception har jaga hoti hy,,log pur khaloos b hote hain par risk nhi liya ja sakta :p majority mousami beemaron ki hi hoti hy to insan ko ehtyart krni chahiye
Ehtiyaat to laazim hai ..........
lakin is tarah to banawat aur khaloos ki pehchan karna bahot mushkil hai naa..................
 
  • Like
Reactions: Hoorain
Top