Eid e Gadeer

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

(((OzOnE)))

Newbie
Oct 29, 2009
33
20
0
Payal sis ne Achey dalaiel de kar apni bat ko sabit kia , ham koi firqa baazi nahi karna chahtey yahan par sirf itna chahtey hein k HAQIQAT ko tasleem kia jaye......., Jo manta hai maney jo nahi manta uss ki marzi......
 
  • Like
Reactions: kamran444

Iqrar Kazmi

Newbie
Nov 24, 2009
121
107
0
Dxb
aary Gunjaan jee aap Hazoor (SAWAS) ki baat karti hein..uno ne to or b boht kuch nein kiya tha..jo aaj kal aap log kar rahey ehin...
or yeh waqeha to last Hajj k baad ka hei.....yeh Fazelat wala din hei.is liye Shia is ko celebrate kartey hein...

ab jis ki jis se muhabbat hoti hei.wo us ki kamyaabi waley din celebration to karta hei na.

aap ko jis jis se muhabbaat hei aap b karo. hum koi aap ko manah to nein kartey hein na. humein to Moula Ali (a s) se muhabbat hei..or is din wo tamam Moumeneen k Ameer or Moula muqarrar hoye thy..is liye hum is din ko khushi manatey hein.
is mein to koi eitraaz ki baat nein hei....

take care & best regards
 
  • Like
Reactions: kamran444

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
mujhe mazeed ap logon se kuch nhi kehna

qk aplogon k munh lag k me ek baat jaan gayi hun k jahil jahil hi hota he

kher meri kiya knowledge he wo mujhe ap pe sabit b nhi krni
mene ap logon se baat krk deklhliya k ap log lakeer peetne walon me se hen jo k peet te rahenge,

thread closed
 

kamran444

TM Star
Jun 24, 2009
4,111
1,984
1,313
35
pakistan Lahore
THANKS GUNJAN AP NA THRAED KO RE OPEN KAR DIYA HA

main sirf itna batan chahta hon yahan bas masla chota sa tha jis pa itni lambi behas hogai ha

ur un logon ka shukriya jinhon na is ka reffer diya ha

ur aik bat yahan clear karan chahon ga ka (fiqah jafriya ) wale H.ALI ki vilayat ki khoshi main us din ko EID ka DIN manty han simple

mare khiyal se ur is main koi behas nahi honi chahiye ..


thnks to every one


regardz

kamran444
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

babar87

Newbie
Nov 12, 2009
126
69
0
36
Khilafat ki tareekh dosron ko parhne ka keh kar khud tareekh se kitna anjaan hai....ye tu ajj pata chala hai...very bad luck Gunjaan..jahil kon hai.aur jahalat kis ka muqadar hai...ye tu InshaAllah waqat hi bataye ga..magar itna tu sab jaan hi gay hain..ke jo zahir se itna openly nazar aata hai andar se kitna tang hai...bas yehi kaffi hai.....Alajal Ya Imam e Zamana Alajal...
 
  • Like
Reactions: Iqrar Kazmi
Aik Baat main kahdoon ke mera koi Aisa irada nahi tha ke Yahan koi Bahas chir jaaye, main tou just aap logo Knowledge ke liye yeh Thread Banayi thi.

Gunjan Jee Aap ke Liye main kuch Reference aur de raha hoon. shayad un se aap satsifiyed hojaao.

1. Book Arhaj ul Matalib ke Writer ne 101 Ashaba se Zayid ke Naam darj kiye hain jinho ne Eid e Gadeer ki Hadith ko Riwayat Kia Hai. aur 166 Mohdaseen e Kiram ne bhi is Hadith ko Sahi Mante Hue Apni Apni Books main is ko Tahreer kia hai.

2. Siraj ul Mubeen ke Writer ne bhi Apni Book main 157 Mohadiseen aur un ki Kitabon ke naam darj kiye hain jinhon ne Hadith ko Sahi Mante hue Apni Apni Kitabo main use riwatay kia hai, Aur un books ke naam Siraj ul Mubeen main darj hain.

3. is ke ilawa Buht se Yourupiyin Writers ne bhi Is Hadith ko Apni Apni Books main darj kia hai jin ke naam yeh hain. Mr. Washington, Mr. John Diyoni Port, Mr. Bugun, Mr. Tailor and Etc.

In dono books main yeh bhi Darj hai ke Jab us din Quran ki Aayat jo Pehle Main Bayan Kar chuka hoon aur Is Hadith ke baad Rasool e Paak Buht Khush hue the, aur Unho ne Allah ka shukur Ada kia tha ke Aaj Risalat ka Kaam tamam hua.

I think Ke Yeh Reference kaafi hain aap ke liye.
 

PakaOo

Newbie
Dec 6, 2009
32
29
0
[FONT=&quot].[/FONT]
[FONT=&quot]Salam Alaikum,
main aik baat sub se pehlay clear kerna chata hon woh yeh kay...aap shia brothers and sisters nay jo apni understanding and views explain kiye ...wh hum sub nay read kiye ..aap ko bhi dosron k views read kernay aur samjhnay chayen...because Quran main hai...


[/FONT]
And hold fast, all of you together, to the Rope of Allah (i.e. this Qur'an), and be not divided among yourselves
"Aur Allah ki rassi ko mazbooti se thamay rakho aur taffariqay main na pero"
[Aal-e-Imran 3:103]
[FONT=&quot]
hum ko is firqa wariyet ko khatum kerna chaye aur YE jub hi hoga jub jin batoon main ikhtilaf ho us ko choor diya jaye...jin batoon main ikhtilaaf nahi un ko mil ker celebrate kerna chaye i.e like Eid-ul-Fitar and Eid-ul-adha...[/FONT]


now lets come to the discussion part ager ye discussion manner main ho to is se humaree aur ap ki knowledge increase hogi.... right??????


ok ab aap sunni views bhi read ker lain k un ki understanding is issue per kiya hai...





QALA RASOOL ALLAH(swww)
''MAN KUNTO MAULA WA HAZA ALIA AN MAULA''
[FONT=&quot]
Indeed these are the words of Prophet S.A.W .But in Arabic "Maula" word have more then 20 meanings Lord,owner,Master,friends ,benefactor.liberator, lover,ally[/FONT]

[FONT=&quot]shia scholar said it means Master/owner/leader ...while sunni scholar said in hadith it means "close Friend" because Prophet Muhammad S.A.W did not only use for Hazrat Ali R.A He S.A.W did use this word for others too.[/FONT]

[FONT=&quot]Narrated Abu Huraira: The Prophet said, "The tribes of Quraish, Al-Ansar, Juhaina, Muzaina, Aslam, Ghifar and Ashja' are my Mawallee (helpers), and they have no protector (i.e. Master) except Allah and His Apostle." [/FONT]
[FONT=&quot](Book #56 (Sahih Bukhari. 'Virtues and Merits of the Prophet (pbuh) and his Companions'), Hadith #715)[/FONT]


[FONT=&quot]now does it means they all (tribes of Quraish, Al-Ansar, Juhaina, Muzaina, Aslam, Ghifar and Ashja') should be the Muwala of All the believers and they all should be the next imaam of believers and we should celebrate eid ???
.
[/FONT]
in addition and other version of hadith

allahummu wali man walaah wa `adi man `adaah,
translation "O Allah: Befriend whosoever befriends him and be the enemy of whosoever is hostile to him" is also correct, albeit weaker.
[FONT=&quot]Muwalat[/FONT][FONT=&quot] is the opposite ofMu`adat. The proof comes from the first addition:[/FONT]

03. WHEN & IN FRONT OF HOW MANY MUSLIMS?

This Ghadir-e-Khumm event happened on the 18th of Dhil-Hijjah (1410 AH), in 10 Hijra in front of nearly one hundred thousand (100,000) Muslims. While returning from the last hajj (Hajjatul-wida / farewell pilgrimage) of our Holy Prophet (S.A.W.).
[FONT=&quot]not in front of all Muslims only in front of Muslims of Madinah because some sahaba did complain of Ali R.A[/FONT][FONT=&quot] that Ali (R.A) prevented them from riding the camels of the sadaqa that they acquired. He then made a person to be their leader and went to the Prophet(S.A.W). When Ali (R.A) came back, he found that their leader gave them permission to ride the camels. When Ali (R.A) saw that, he became angry and he blamed the leader..

[/FONT]Abu sa'eed said that when we went back to madina, we mentioned to the Prophet S.A.W the harshness that we have seen from Ali.(R.A)

The Prophet S.A.W said:
Stop O saad ibn Malik: O By Allah I have known that he [ALI (R.A) ] is done good for the sake of Allah. (Ibn Katheer says that this hadeeth is "Jayed on the conditions of Al-Nasaie)
[FONT=&quot]
[/FONT]
[FONT=&quot]Why did Prophet S.A.W delay the topic till after Hajj? and he didn't announce imamat of Ali R.A in the last sermon of arfat ? [/FONT]
[FONT=&quot]Because this topic is only of concern to the people of Madina because those who talked about Ali (R.A) were from Madina as they were the ones who went with Ali (R.A) to the battle. He talked about it in a place called ghadeer khumm in a place called Ju’fa, which is about 250 km from Makkah. [/FONT]




[FONT=&quot]A simple look at the map is enough to refute the shi`ah claim that this is the gathering place of the the Hajeej. People gather for Hajj at Makkah and leave the Hajj at Makkah. The Hajeej don't leave from a place 250 km from Makkah. After Hajj, the people of Makkah stay at Makkah. The people of Al-Taif go to Al-Taif. The people of [/FONT][FONT=&quot]Yemen[/FONT][FONT=&quot] go to [/FONT][FONT=&quot]Yemen[/FONT][FONT=&quot]. The people of al-kufa go to al-kufa and so on. All the tribes go back to their homes.

The people that went with the Prophet(peace be upon him) were the People of Madinah and those who are using the road of Madina to go to their dwellings. These are the ones that the Prophet( peace be upon him ) talked to when he said:
[/FONT]

Narrated Zaid b. Arqam: One day Allah's Messenger (may peace be upon him) stood up to deliver sermon at a watering place known as Khumm situated between Mecca and Medina. He praised Allah, extolled Him and delivered the sermon and. exhorted (us) and said : O people, I am leaving among you two weighty things: the one being the Book of Allah in which there is right guidance and light, so hold fast to the Book of Allah and adhere to it. He exhorted (us) (to hold fast) to the Book of Allah and then said: -The second are the members of my household[ahl-e-bait] I remind you (of your duties) to the members of my family...


[FONT=&quot]First the hadeeth has no evidences for the imamah (leadership) because if the prophet ( peace be upon him ) wanted to mean khilafah or imamah, he wouldn't have used a word that can have all these meanings. He would have said something like: Ali is your khalifa (or imam) after me, or when I die, listen and obey to Ali ibn Abi Talib. [/FONT]

[FONT=&quot]But the prophet didn't use any of these clear words. He said: "[/FONT]MAN KUNTO MAULA WA HAZA ALIA AN MAULA[FONT=&quot]...".[/FONT]

[FONT=&quot]Imam Shafi'i says that this is the walaa of Al-islam because Allah(swt) says in the Quran (Surat Muhammad 47,verse 11: [/FONT]

ذَ*ٰلِكَ بِأَنَّ اللَّهَ مَوْلَى الَّذِينَ آمَنُوا وَأَنَّ الْكَافِرِينَ لَا مَوْلَىٰ لَهُمْ
That is because Allah is the Mawla (Lord, Master, Helper, Protector, etc.) of those who believe, and the disbelievers have no Mawla (lord, master, helper, protector, etc.) (47:11)
[FONT=&quot]In the Quran ([/FONT][FONT=&quot]Surat[/FONT][FONT=&quot] Al-hadid (The Iron)57, verse 15), Allah (swt) says: [/FONT]

فَالْيَوْمَ لَا يُؤْخَذُ مِنكُمْ فِدْيَةٌ وَلَا مِنَ الَّذِينَ كَفَرُوا ۚ مَأْوَاكُمُ النَّارُ ۖ هِيَ مَوْلَاكُمْ ۖ وَبِئْسَ الْمَصِيرُ
So today ransom shall not be accepted from you nor from those who disbelieved; your abode is the fire; it is your friend (mawlakum) and evil is the resort.[sura 57: verse # 15
[FONT=&quot]

He called the hell fire "mawla" for the extreme closeness to it by the kuffar.
[/FONT]
[FONT=&quot]Note also that the word mawlah is different than the wordwaly. [/FONT]
[FONT=&quot]The waly comes from walayah which is the leadership. Whereas mawlah comes from wilayah which is love and nusrah (help and aid). [/FONT]

[FONT=&quot]Allah (swt) says in the Quran ([/FONT][FONT=&quot]Surat[/FONT][FONT=&quot] At-tahrim ,verse 4): [/FONT]

وَإِن تَظَاهَرَا عَلَيْهِ فَإِنَّ اللَّهَ هُوَ مَوْلَاهُ وَجِبْرِيلُ وَصَالِحُ الْمُؤْمِنِينَ ۖ وَالْمَلَائِكَةُ بَعْدَ ذَ*ٰلِكَ ظَهِيرٌ
Then surely Allah it is Who is his Guardian (mawlah), and Jibreel and -the believers that do good, and the angels after that are the aiders
[FONT=&quot]. [/FONT]


Thus when when Prophet S.A.W used (mawlah) for Ali. R.A then
[FONT=&quot]It means love, nusrah and help. [/FONT]

as i did mention above
[FONT=&quot]
[/FONT]
[FONT=&quot]The Prophet said, "The tribes of Quraish, Al-Ansar, Juhaina, Muzaina, Aslam, Ghifar and Ashja' are my Mawallee (helpers), and they have no protector (i.e. Master) except Allah and His Apostle." [/FONT]

Prophet S.A.W did not say that they are my Master/wali.

AB aap ki aur tahir -ul qadri sahab ki logic per jao to in k liye bhi koee Eid celebrate kero..aur in sare qabilaay walon ko bh apna wali manoo ?





Here we will just mention one instance which took place in Kufa during the khilafah of Imam Ali (A.S.), 25 years after the Prophet's death.

Also bear in mind that this incident took place 25 years after the event of Ghadir Khum, and during this period hundreds of eyewitnesses had died naturally or in the battles fought during the first two khulafah's rule. Add to this the fact that this incident took place in Kufa which was far from the centre of the sahabas, Medina. This incident which took place in Kufa in the year 35 A.H. has itself been narrated by four sahaba and 14 tabi'un and has been recorded in most books of history and tradition
.
Ali R.A was the strong man he never afraid from anyone except Allah..if he was the right successor of 1st khalifah then why did he give the oath of allegiance to Abu Bakr R.A then Omar R.A and then Hazrat Usman R.A ?
because according to you it was the command of Allah that Ali R.A should be the first khalifa..but instead of become khilfah Hazrat Ali himself did accept the khilafat of
Abu Bakr R.A then Omar R.A and then Hazrat Usman R.A... why?




aap log khud ko follower of Ali R.A kehtay hain jub k Hazrat Ali nay bait ki 3 Khulfa ke hath per Allah ko hazir nazir jaan ker..kiya woh jhooti bait/outh of allegiance thi?

jub Ali R.A nay accept kiya to aap log accept kiun nahi kerte ?

read the words of Hazrat Ali. R.A

Hazrat Ali said to Abu bakr R.A (After 4 month) the death of Prophet S.A.W )


"We know well your superiority and what Allah has given you, and we are not jealous of the good what Allah has bestowed upon you, but you did not consult us in the question of the rule and we thought that we have got a right in it because of our near relationship to Allah's Apostle ."

Thereupon Abu Bakr's eyes flowed with tears. And when Abu Bakr spoke, he said, "By Him in Whose Hand my soul is to keep good relations with the relatives of Allah's Apostle is dearer to me than to keep good relations with my own relatives. But as for the trouble which arose between me and you about his property, I will do my best to spend it according to what is good, and will not leave any rule or regulation which I saw Allah's Apostle following, in disposing of it, but I will follow."


On that 'Ali said to Abu Bakr, "I promise to give you the oath of allegiance in this after noon." So when Abu Bakr had offered the Zuhr prayer, he ascended the pulpit and uttered the Tashah-hud and then mentioned the story of 'Ali and his failure to give the oath of allegiance, and excused him, accepting what excuses he had offered; Then 'Ali (got up) and praying (to Allah) for forgiveness, he uttered Tashah-hud, praised Abu Bakr's right, and said, that he had not done what he had done because of jealousy of Abu Bakr or as a protest of that Allah had favored him with. 'Ali added, "But we used to consider that we too had some right in this affair (of rulership) and that he (i.e. Abu Bakr) did not consult us in this matter, and therefore caused us to feel sorry." On that all the Muslims became happy and said, "You have done the right thing." The Muslims then became friendly with 'Ali as he returned to what the people had done (i.e. giving the oath of allegiance to Abu Bakr).

Translation of Sahih Bukhari, Volume 5, Book 59, Number 546:
Military Expeditions led by the Prophet (pbuh) (Al-Maghaazi)



[FONT=&quot]KYUN GIRTA NA SAMBHLEGA TERA NAAM HI AISA HAI
TAQDEER BADAL DEGA TERA NAM HI AISA HAI
DIL DUSHMAN KA JALEGA TERA NAAM HI AISA HAI

MAQBOOL HUI TAUBA TERE NAAM SE ADAM KI
AAASAN NA KYUN MUSHKIL HO MURSALE AAZAM KI
AIYE HUMSAFR E ZEHRA TERA NAAM HI AISA HAI

HAI NAAM TERA ABB BHI HONTON P JO KAABE KAY
KOSHISH ME MITANE KI DUNYA HAI ZAMANE SE
PHIR BHI WO NAHI MIT TA TERA NAAM HI AISA HAI

[/FONT]
No one hates hazrat Ali R.A it should be the aqeedah of All muslims that Family of Prophet S.A.W deserve more respect and love... per jub aap log un ko Allah k sath shirk kerte ho "yaa Ali madad" keh ker to hum us act of shirk ko dislike kerte hain..ye alag baat hai k aap is cheez ko shirk nahi samjhte jub k humare nazdeek ye shirk hai...ager aap k nazdeek koee cheez shirk hogi to aap bhi us "act" ko dislike kerogay ya nahi?

 

babar87

Newbie
Nov 12, 2009
126
69
0
36
MOD EDIT .. bahive ur self


Salam..Ya Ali(a.s)Madad....agar Ya Ali(a.s)Madad..kehna shirk hai..tu jab sunni hazraat Ya Rasool Allah madad..kehte hain tu kya ye bi shirk hai???tum log khud ko sunni kehte ho..magar ahle sunnat tu tum logon ko mante bi nahi hai...tumhare zehno me shaitani touheed bassi hoi hai...Rahi baiyat ki baat...tu zara apni sahi muslim tu read kar lo baita..wo kya keh rahi hai....sahi muslim..vol.5...Kitab Al Jihad o Al aseer......page 22....tarjuma..aalama waheed uz zaman.....yahan tu likha hai..balke khud umer sahab keh rahe hain Imam Ali(a.s)se ke..app Abu abakr aur muj umer ko jhoota..Gunahgaar,daga baaz,aur chor samjhte hain....zara batao gay ke jin ko Imam Ali(a.s)itna kuch samjhain..phir un ki baiyt bi kar lain?????na mumkin hai..aur phir tu ye tareekh ke wo alfaaz hain jis ko apna hai ya paraya sab ne tasleem kar liya hai..ke jab shoraa me Imam e Ali(a.s)se kaha gya ke app Kitab e Khuda aur Sunte Rasool(sawas)aue seerat e shakhain ke mutabiq chhalain gay..tu Imam Ali(a.s)ne



jo jawab diya tha..kya wo bi nazar nahi aaya...Imam Ali(a.s)ne kaha tha..main sirf kitab e khuda aur sunte Rasool(sawas)pe chalon ga...seerat e shakhain pe nahi..agar seerat e shakaihn itni hi iman dari wali hoti..ya wo suche hote..tu Imam Ali(a.s)inkar na karte..magar inkaar kar ke bataya ke ye log is qabil hi nahi hain...aur rahi..Ghadeer e Khum ki baat..tu ye itni aham hadees hai....her sunni ne likha hai is ko...aur is ko sahi maana hai...read Alama Saim chashti ki kitab..Mushkil Kusha.......ab alama saim chashti ahle sunnat hai..jis ne deobandioun..wahabioun..aur nasbioun ki khal outari hai...aur bataya hai ke shirk kia hai...Aur rahi ..Moula...ke matlab ki baat..tu kya koi ye bataye ga...ke Paak Aaqa(sawas)ye farma rahe they...ke main jis jis ka dost hon us us ke ye Ali(a.s)bi dost hain??sharam karoo...jhoot ki bi had hoti hai...Quran tu kehta hai..ke mere Habib ko us tara mat bulao jis tarah tum log khud ko apis me bhulate ho...ye close friend kiya hota hai??sirf khud ko jhooti tasaliyan aur jhoot behlaway...pakaOO tumhari jhooti baton se ..haq nahi chupne wala...tumhare bare bi koshish kar ke mar gay..magar Imam Ali(a.s)ki imamat o wilayat ajj bi roshan hai..aur qayamat tak rahe gi...ye tu wo noor e Khuda hai jise zamana phonkon se bhuja raha hai..magar Allah apne noor ko boujhne nahi de ga.....shame on u all........tum logon ke liy itna hi kaffi hai....Alajal Ya Imam e Zamana Alajal.....
 
  • Like
Reactions: PakaOo
Yaar Babar Sahib main ne kaha na Yahan Dobara yeh Bahas nahi honi chahiyeye. Aap kiyo phir se start ho rahe ho. Har kisi ko Apne Apne Aqeede pe jeene do yaar. Aap ke jo dil kare aap woh karo aur kisi aur ka jo chahe woh kare. Yeh Bahas nahi honi Chahiye. Mera Aisa KOi Irada Nahi Tha Yeh Thread Banane ka Ke Yahan Koi Firqa Wariyat Shuru Hojaaye. Mujhse Buht Bari Mistake Hogaye Jo Main ne Yeh Thread Yahan Post Kar Daali. PLz Yar Aap log Dobara Koi BAhas Mat KArna Yahan Pe.

Plz To All PLz.

Thanks

HBK
 

babar87

Newbie
Nov 12, 2009
126
69
0
36
ok dear..and now bye for ever...ab main yahan nahi aaoin ga..so.take ur time...and best wishes u all.....Alajal Ya Imam e Zamana Alajal...Jane Ya Ali(a.s)..Khuda Hafiz...
 

PakaOo

Newbie
Dec 6, 2009
32
29
0
@HBK brother thanks for being nice..mujhe waqee bohat khushi huee hai k aap dosray logon ki terhan dosre musalman bhai ko bura bhala nahi boltay :)



Salam..Ya Ali(a.s)Madad...pakaoo ke jhoot per lanat...lagta hai yahan jhoot bolne ki khuli chuti hai...ke jis ka dil chahe jo marzi jhoot bol le.
Walaikum Salam, bhai jaan cool down ..

main nay koee laree jhagray k liye post nahi kiya hai ...aap log sunni books ka baar baar refrence dey rehay thay k apni books main read kero read kero to main nay us main se hi read ker k quote kiya..


..lanat hai jhooton per.
ok Pakki baat hai ???? to ab apni baat per qaim bhi rehna jo aap nay reference diya hai main us book k screen short post ker raha hon..




.Rahi baiyat ki baat...tu zara apni sahi muslim tu read kar lo baita..wo kya keh rahi hai....sahi muslim..vol.5...Kitab Al Jihad o Al aseer......page 22....tarjuma..aalama waheed uz zaman.....yahan tu likha hai..balke khud umer sahab keh rahe hain Imam Ali(a.s)se ke..app Abu abakr aur muj umer ko jhoota..Gunahgaar,daga baaz,aur chor samjhte hain....zara batao gay ke jin ko Imam Ali(a.s)itna kuch samjhain..phir un ki baiyt bi kar lain?????na mumkin hai..
aap nay apnay kisi scholar se ye baat suni hai khud sahi muslims se nahi read kiya... kiun k jo hawala aap nay diya us main aesa kuch nahi likha..








^^ ager aap k ye lagta hai k ye main khud se to nahi likhi to aap khud download ker lo

http://www.quranurdu.com/Sahih_Muslim/

English translation online by Translator: Abdul Hamid Siddiqui ['The Book of Jihad and Expedition (Kitab Al-Jihad wal-Siyar)']


Hadith #4335 to 4340 tuk jo hadith page 22 per hain unki english translation
http://www.searchtruth.com/book_display.php?book=19&translator=2&start=10&number=4335

ab Arabic , URDU, ENGLISH teenoo source aap k paas hain...ab mujhe jhoota ks khatay main bol rehay ho aap?

.Aur rahi ..Moula...ke matlab ki baat..tu kya koi ye bataye ga...ke Paak Aaqa(sawas)ye farma rahe they...ke main jis jis ka dost hon us us ke ye Ali(a.s)bi dost hain??sharam karoo...jhoot ki bi had hoti hai...
.

yaaraa ye to aap shia hi bolte ho...urdu main " jo Ali R.A ka dost woh Allah ko dost..jo Ali R.A ka dushman woh Allah ka dushnam"

jo arabic main hadith hai aap logon ki "

allahummu wali man walaah wa `adi man `adaah,
translation "O Allah: Befriend whosoever befriends him and be the enemy of whosoever is hostile to him"
[FONT=&quot]^^ ye to khud shia brothers bolte hain...

ab apnay hi scholars se ye confirm ke lo k Muala/mawlah k kitnay meanings hain jo arabic janta hoga woh ye to confirm kerdayga k more than 20 meanings hain..."Iam Pakistani born but i grew up in Arab country i can read/write/understand Arabic very well i don't need urdu translation " per aap logon ko zararorat hay translation ki..
[/FONT]

Ya Ali(a.s)Madad...pakaoo ke jhoot per lanat...lagta hai yahan jhoot bolne ki khuli chuti hai...ke jis ka dil chahe jo marzi jhoot bol le...lanat hai jhooton per....agar Ya Ali(a.s)Madad..kehna shirk hai..tu jab sunni hazraat Ya Rasool Allah madad..kehte hain tu kya ye bi shirk hai???
Jee bilkul shirk hai JO sunni Rasool Allah se madad mangta hai woh shirk kerta hai....

Muhammad S.A.W NAY FERMAYA" الدعاء هو العبادة
""
^^ "Dua ibadat hai" " “Du’aa’ is worship.”

Narrated by
al-Tirmidhi, 2969; classed as saheeh by al-Albaani in Saheeh al-Tirmidhi.


Ya Allah Madad is
"Dua" .........Ya Nabi (S.A.W) Madad is "Dua" ...........Ya Ali (R.A )Madad is "Dua"



jub dua ibadat hai to Allah ko choor ker kisi aur se dua magna Shirk hai...


we read daily five time salat/namaz and we read sura Fatiha in every rakat we say this

5 إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِين

You (Alone) we worship, and You (Alone) we ask for help (for each and everything)

Urdu 5: ہم تیری ہی عبادت کرتے ہیں اور تجھ ہی سے مدد مانگتے ہیں

^ apni namaz samjh ker perhni chaye... Allah k siwa kisi aur se dua mangna shirk hai...
 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
ek HBK ka roop he jo k kafi acha or comfortable he,

ek baqi logonka aggressive roop he,or kitna aggressive he ye to is site k zariye duniya dekh rahi he,

ghadeer e khum ka waqiye se inkaar nhi

aitraz eid manane ki baat pe he k ISLAM ME APNA ZAHEN CHALNE KI IJAZAT NHI HE,HR HUKUM KISI AYAT YA HADITH SE MUJTAHID DERIVE KRTA HE, COZ

"EVERY ACTION IS HARAM JAB TAK USK HALAL HONE KI DALEEL NA HO-IMAM ABU HANIFA"


bus mera ye sawal tha jiska mujhe jawab nhi diya gaya.

meri tishnagi baqi he.

mgr kuch logon k aggressive hojane pr (jawab nhi ban parta to log aise hojate hen aksar) mene is thread ko behes k dar se close krdiya tha

jisko ye samjha gaya k mene diye gaye ref ko ghalat maana

mene b maula k meaning ki waja se jo ap log samjhte hen usko nhi mana,warna me is waqiye se inkaar nhi krti.

mera sawal ye tha k being a muslim we follow shariat to shariat k usool mujtahidon ne hadith se ayat se derive kiya he.

kher i hope ab koi behes nhi hogi
 

payal

TM Star
Apr 12, 2009
1,246
672
113
w-WAHH WAHH WAAH....GOOD LOGO...
BAHUT BAHUT KHUSHI HUI...ABB GUNJAN SAHIBA KAHAN ROOPOSH HOGAYI HAIN??
PAKOO KI TAQREER PAR WELL DONE,,BAHUT KHOOB,,PAKOO NE SHIA FIRQE KO MUSHRIK KAHA TOH AAPNE JAZAAK ALLAH KAHA..
MASHALLAH GUNJAN JIO..JAB MEI YH THREAD MEI AAAUN TOH FAURAN BAHES NAHI KARNI HAIN JAHIL HAIN JHOOTE HAIN KA BAHANA KAR K THREAD CLOSE KARDI JAATI HAI...
KYA BB TUMKO DIKH NAHI RAHA HAI YA IN JAISE AUR LOGO KI TAQREEREN YAHAN LAGAOGI AUR APNI ALI DUSMANI KA SUBOOT DOGI??
KITNE TANG NAZAR HO TUM LOG,,SHAME ON U ALL...
ALI SE DUSHMANI KA ISSE BADA AUR KYA SUBOOT HOGA ,,
SHIA KO KYUN BURA KAHTE HO TUM LOG..AGAR BAHUT HI SACCHE HO TOH ALI KO BURA KAH K DIKHAO ,,RASOOL SWW KO BURA KAHAO K JISNE HAR QADAM P ALI KO PUKARA AUR HER JANG MEI ALI NE SAATH DIYA...UTHAAO TAREEKH K AURAKH KON BHAGA JANG SE KON JEETA JANG..KON BHAGODA RAHA AUR KON MAIDAN MAAR LIYA??
TUM LOGO K LIYE KOI DALAIYEL NAHI KOI REFERENCES NAHI KYUN K TUM LOG KHUD APNI KITAB KO NAHI MAANTE NA HI US RASOOL swww KI BAAT MANTE HO JISNE ALI KE MARTABAY KO BATAYA TO HUMARI KYA MANOGE??
AUR HUME BHI NAHI MANVANA TUM LOGO SE...
WELL DONE JAZAKALLAH K NAARAY LAGAO AUR ABB PAYAL AAGAYI HAI NA THREAD BAND KARDO..
TUM LOG ISSE ZYADA KUCH NAHI KARSAKTE..KAMZORO KI NISHANI HAI..
ABB YAHAN KOI NAHI AAYGA..KOI AHLE TASHEE..GUMRAAH HI RAHOO..


Noor khaliq ka haq k makan may is qayamat ka chamka nahi hai
Murtuza k siva do jahan me koi moulood e kaba nahi hai

anbiya yun to guzre jahan me jinki shuhrat hai kon o makan me
jisko maula kahe khud paiambar koi aisa to maula nahi hai

jo parastar e biddat bane hainkarnamay ye unse hue hain
deen e haq ko to palta diya haiunse suraj to palta nahi hai

Fatima jinse raazi nahi hain unse razi Nabi bhi nahi hain
dagh narazi e Fatima ka lakh dhoyen to dhulta nahi hai

Naam e Hyder nahi mit sakega ye jahan ki zaban par rahega
ye to chashm o chiragh e haram hain ye bujhane se bujhta nahi hai

kuch khabar iski lillah lijiye kya hai pahlu me tahkheeq kijiye
hubbe Hyder na dil me agar ho butkada hai wo kabaa nahi hai

laakh arsh e himaqat p pahuncho lakh naqli hijabat daalo
jis se awaaz Hyder ki aaye koi aisa to parda nahi hai

Arzoo hai inhe ye jahan me utre tara humare makan me
bhule bhatkay hue hain jinke ghar meek jugnu bhi utra nahi hai

Ran me marhab ko maara Ali ne Baab e khaibar ukhada Ali ne
aapke dono haatho se shayed ek pauda bhi ukhda nahi hai

ho mubarak ye Bint e Asad ko aaye Hyder Nabi ki madad ko
kah rahi hai ye mushkilkushayi band mutthi me kya kya nahi hai

Maanti hun k ye daar e jahan me ek andher mere liye hai
rooy e Hyder ki*PAYAL*qasam hai qabr me to andhera nahi hai

 
Status
Not open for further replies.
Top