Eid e Gadeer

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
oh payal c'mon

agr ap araam se baat kro to koi isko behes na bole

ap ki badtameezi se litrelly mujhe dar lagta he

qk insan apne way of talking se apna caliber show krta he

ap araam se apni baat bologi to log sunenge b or samjhne ki koshsh b krenge chahe wo na manen mgr sochenge zrur ispe

mujhe ap pe apni mohabbat sabit krne ki kisi se zarurat nhi he coz humen sab se mohabbat he

mene aj tak apni mama or baba ko naam se nhi bulaya itne azeem ush shaan hasti k me aise naamlun jese ap ne liya.no way

meri mohabbat apki tarah aisi b nhi k jin k islam qubul krne ki dua HAZRAT MOHAMMAD SALLALLAHO ALEHE WAALEHE WASALLAM ne mangi usse nafrat krun ya itni behurmati se naam pukarun,yani Hazrat Umar Farooq R.A

IN K ILAWA jinki beti se mere Nabi HAZRAT MOHAMMAD SALLALLAHO ALEHE WAALEHE WASALLAM ne nikah kiya,jo sab se ziada azwaj me uper hen apne ilm ki wajah se,yani Hazrat Aisha R.A unse or unk walid e mohtaram Hazrat Abu Bakar Siddique R.A ko itni beizzati se bulaun

meri mohabbat behtar he tumse ya nhi ye parhne wale b or ALLAH b janta he,
kisi k kuch kehne se mujhe chipak nhi jaegi baat

ap araam se baat kro,pakao ki baton ka araam se daleel k sath jawab do
sukun k sath
to sab sahi se hoga or behes b nhi kehlaegi ye cheez

ainda ap ne mujhse kisi qisim ki badtameezi ki na payal to I WILL BAN U

so b careful
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

PakaOo

Newbie
Dec 6, 2009
32
29
0
PAKOO KI TAQREER PAR WELL DONE,,BAHUT KHOOB,,PAKOO NE SHIA FIRQE KO MUSHRIK KAHA TOH AAPNE JAZAAK ALLAH KAHA..

Sorry to say ..but taqreer yahan wohi ker raha hay jo without reference baat ker raha hai...aap nay sunni book ka refrence manga k jaoo apni kitboon main perho jub us main se quote kiya to aap nay us ko mannay se hi inkaar ker diya..

2nd yeh k meri previous post main jin logon nay "JazakAllah kaha woh meri batoon per nahi "un Ayat aur ahadith [Allah aur Rasool S.A.W] ka qalaam with reference share kernay per JazakAllah kaha"

ager aap ko lagta hay woh reference ghalat hain to un ko quote ker k
sahi reference post kerain... hum bhi aap k post per JazakAllah bolaingay..

@Shirk ki bohat simple se example di hai
"Allah k ilawah kisi aur ki ibadat kerna/dua kerna shirk hai" ager ye shirk nahi hai to phir please define shirk?

@aur main nay kisi firqay ko mushrik nahi kaha shirk aik aisi cheez hai is main koee bhi musalman involve ho sakta hai chahay woh kisi bhi firqay se talluq rakhta ho..woh mujh se bhi aur aap se bhi ho sakta hai..aur ye mera aap ka har musalman ka farz hai k woh logon ko shirk se bachaye ager aap ko mera koee amal aesa lagta hai jo shirk hay to please humain bhi batayeee ta kay hum bhi us se bach sakain... Allah aap ko us ka ajar deya
[JazakAlah khair in advance]







ALI SE DUSHMANI KA ISSE BADA AUR KYA SUBOOT HOGA ,,
SHIA KO KYUN BURA KAHTE HO TUM LOG..AGAR BAHUT HI SACCHE HO TOH ALI KO BURA KAH K DIKHAO ,,RASOOL SWW KO BURA KAHAO



listen please ghussa haram hai...
read the manners of Ali (RA) in the battle of Khaibar .

In the battle of Khaibar, Ali (RA) was fighting with a man and threw him on the floor and was about to kill him, so the man spit on his face. To the man’s astonishment, Ali (RA) let him go and did not kill him. The man was surprised and asked him, “You were about to kill me and when I spit on your face you left me? How is that?” Ali (RA) replied, “At first I was going to kill you for the sake of Allah but when you spit on my face, I was then going to kill you for myself, and I could not do that.



.ye sun ker woh islam lay aya tha...so please jub deen/islam per baat kiya kerain to Hazrat Ali. R.A ko hi follow ker liya kerain aur apna ghussa aik taraf rakh ker aya kerain jub ghussa khutum hojaye jub hi islamic section main post kiya kerain..

JISNE HAR QADAM P ALI KO PUKARA AUR HER JANG MEI ALI NE SAATH DIYA...UTHAAO TAREEKH


us waqt Hazrat Ali R.A Shaheed nahi huwaye thai aur humare Nabi S.A.W nay un ko aesay nahi pukara tha jaysay aap log pukarte hain Humaray Nabi S.A.W un k pass khud chal ker jate ya kisi insaan ko un k pass bhej ker bulate thay "room main akayla baith ker kabhi "naara nahi lagaya "k ya Ali R.A Madad" aur Ali R.A duniya k kisi bhi konay main hote aur wahan foren pohnch jate ????? Nabi S.A.W nay un ko aisay hi pukara jaysay aik normal insaan dosre normal insaan ko pukarta hai..."DUA Ki terhan kabhi nahi pukara"
DUA KI Terhan sirf Allah ko pukarna jaiz hai...kiun k Allah har jagh hazir-o-nazir hai aur ye sift/quality kisi insaan main nahi ...



K AURAKH KON BHAGA JANG SE KON JEETA JANG..KON BHAGODA RAHA AUR KON MAIDAN MAAR LIYA??

Language please, jin ko aap Bhagoda bol rahi hain Allah nay un ki Quran main un ki Tareef biyan ki hai..



لَّقَدْ رَضِيَ اللَّهُ عَنِ الْمُؤْمِنِينَ إِذْ يُبَايِعُونَكَ تَحْتَ الشَّجَرَةِ فَعَلِمَ مَا فِي قُلُوبِهِمْ فَأَنزَلَ السَّكِينَةَ عَلَيْهِمْ وَأَثَابَهُمْ فَتْحًا قَرِيبًا

بے شک الله مسلمانوں سے راضی ہوا جب وہ آپ سے درخت کے نیچے بیعت کر رہے تھے پھر اس نے جان لیا جو کچھ ان کے دلو ں میں تھا پس اس نے ان پر اطمینان نازل کر دیا اور انہیں جلد ہی فتح دے دی

Indeed, Allah was pleased with the believers when they gave the Bai'ah (pledge) to you (O Muhammad صلى الله عليه وسلم) under the tree: He knew what was in their hearts, and He sent down As-Sakinah (calmness and tranquillity) upon them, and He rewarded them with a near victory

( سورة الفتح , Al-Fath, Chapter #48, Verse #18)
jin se Allah khush huwa aur razi hogaya un se Aap log na khush hain aur un ko Eid -Ghadeer k din bura bhala bolna aur galiyaan denaa aap logon ka aqeedah ban chuka hai... Jub k Hazrat Ali. R.A nay kisi Musalman ko gali nahi di na hi kisi musalman ko lanat dee... aur koee sunni bhi Hazrat Ali R.A ko bura nahi bolta aap ko bhi un sahaba R.A se khush hona chaye jin se Allah khush huwa Aur Razi hogaya aur duniya main hi un ko Jannat ki basharat day dii..ager woh sahaba R.A misguided hotay to Allah un se kabhi razi nahi hota na un ko un ki zindagi main jannat ki basharat deyta..

@aur us jang main Hazrat Ali R.A akaylay nahi thay un ki "qiyadat" main dosre sahaba R.A bhi thay... Ab woh shaheed ho chukai hain un ko pukarna jaiz nahi.. ?

..
TUM LOGO K LIYE KOI DALAIYEL NAHI KOI REFERENCES NAHI KYUN K TUM LOG KHUD APNI KITAB KO NAHI MAANTE NA HI US RASOOL swww KI BAAT MANTE HO JISNE ALI KE MARTABAY KO BATAYA TO HUMARI KYA MANOGE??


kaisay log hain aap apni hi baat se muqar jate ho ???...aik reference baber bhai nay diya woh ghalat...aik aap nay diya woh ghalat...hum aap ki terhan apnay kisi scholars per ankh band ker k yaqeen nahi kerte hum reference ko check bhi kerte hain...


ref mangna aapka haq hai aur dena humara ...
Sahi Muslim page no 86..''MAN KUNTO MAULA WA HAZA ALI MAULA''
yeh naam toh suna hoga na aapne...

baakhi aaiyindaa...




[media]http://img709.imageshack.us/img709/6515/vol1page86.jpg[/media][media]http://img197.imageshack.us/img197/4707/vol2page86.jpg[/media][media]http://img46.imageshack.us/img46/7079/vol3page86.jpg[/media][media]http://img199.imageshack.us/img199/3609/vol4page86.jpg[/media][media]http://img19.imageshack.us/img19/2401/vol5page86.jpg[/media][media]http://img46.imageshack.us/img46/4746/vol6page86.jpg[/media]^^^^^ ye sahi muslim ki 6 jild k screen shots hain
VOL 1 Page 86 , VOL 2 Page 86, VOL 3 Page 86, VOL 4 Page 86, VOL 5 Page 86, VOL 6 Page 86 ...aap pehlay un refrence ko check ker liya kerain phir bola kerain k apni books read kero...Sahi muslim main woh hadith nahi jo aap nay mention ki.. next time doosron ko jhoota bolnay se pehlay confrim ker liya kerain ..phir hawala/reference diyaa kerain.. Shukriya..

 

سرفروش

Senior Member
Sep 18, 2009
655
851
93
Karachi
PakOo Saheb : Plz hold on
میرے خیال میں بحث دلاءل كی بنیاد پر مكمل ہوچكی ہے اگر یہ سلسلہ اس طرح چلتا رہا تو بات بہت دور چلی جاۓ گی اور ہم بنیادی مقصد سے ہٹ جاءیں گے
 
  • Like
Reactions: Deep Silence
Status
Not open for further replies.
Top